Friday 26 October 2012

Love Your Mother




This is an emotional story of a Mother and Son... (Hindi Version)

Maa or uska beta America mai rehte the
Maa bete ko beuth pyar karti thi per vo uski maa ko pyar nahi karta tha kyunki maa ki 1 hi aankh thi (she was one eyed person)

Vo apni maa ko hamesha galat hi samajhta tha
Per uski maa ko iski koi perwah nahi thi

Once a day…
Beta subah sota reh gya, maa ne use jagaya  to bete ko euth bura laga
Or vo bina breakfast kiye hi school chala gya
Khana bhi nahi khaya or Lunch bhi nahi le gya
Per
Uski maa school mai hi lunch dene peuch gyi
Maa ko school mai dekh kar bete ko beuth gussa aaya or usne maa se beuth galat tarike se baat ki
Kuch time tak aisa hi chalta raha…
Phir kuch saalo baad bete ko 1 badi company mai job mill gyi or vo settle ho gya

after 3 years...
Suddenly, maa ko pata chala ki us k bete ne shadi kar li hai or us ka 1 beta bhi hai
Maa apne bete se milne uske ghar peuch gyi
Bahar us ka grandson khel raha tha or vo use khilane lagi
Suddenly beta bahar aaya or bacche ko cheen liya

Vo apni maa se nafrat karta tha kyunki us ki maa ki 1 aankh nahi thi
Or vo believe karta tha ki 1 aankh wale log apshagun late hai
Phir maa apne ghar chali gyi

After 1 year
Us ko police ka letter mila ki ab us ki maa is duniya mai nahi rahi
After reading letter vo apni maa k ghar peucha
Or waha use pata chala ki us ki maa property us ke naam kar gyi hai
Or use 1 letter bhi mila
Jisme likha tha

Dear son,
          "Tum mujhse nafrat karte the kyunki meri 1 aankh nhi thi
1 baar bachpan mai tumhera accident hua tha jisme tumhari
1 aankh kharab ho gyi thi isliye maine tuhme apni 1 de di
Puri zindagi mai tumhe khush nahi rakh pai us k liye h sake
To mujhe maaf kar dena… sorry"

Beta us letter ko padh kar beuth dukhi hua
Per ab pachtane se kuch bhi hasil nhi hine wala

Friends,
is story se mai ye message dena chahta hu ki
Ham apni life mai itne busy ho gye hai ki ham ape logo ko bhul jate hai
Plz go home and love your mother … by mother terresa
thanks...


note:- if u have some suggestion and some articales to share please
write us at:- nayafanda@gmail.com



No comments:

Post a Comment